People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 6 *

Prem Bann
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Prem-Bann-Hey-Ram
kesh khule khul ke bikhare, sab rang ude mere kajal ke
gulnaar khile mere joban ke
tute ghunghru meri payal ke
mera ang ang kare mujhko tang
main kasmas kasmas karne lagi
meri nas nas me kya pyaas jagi
kabhi ithe gayi kabhi uth gayi
mujhe aai sharm daiya daiya daiya

ye tera prem baan aisa chubha, kaisa
tadap raha hain hirni jaisa jiya, jiya
dard yaha waha aaye, hay
mera to bas na chale, aag tan man me jale
koi to jake dava le aa le aa
ye tera prem baan aisa chubha, kaisa
ye tera prem baan aisa chubha

jane kab kaisa kaha ishq lada
mere rag rag me koi jahar chadha
kahi se vaidh bula nabz dikha
beriys tu hi meri agan bujha
agan bujha, agan bujha
mera to bas na chale, aag tan man me jale
koi to jake dava le aa le aa
ye tera prem baan aisa chubha, kaisa
dard yaha waha aaye, hay
mera to bas na chale, aag tan man me jale
koi to jake dava le aa le aa
ye tera prem baan, ye tera prem baan
ye tera prem baan
ye tera prem baan aisa chubha

chudi bulaye tujhe bairi kangna
bhaye mujhe to bina tere koi bhi rang na
kaisi hoti hain duri koi bhi jane na
man ko samjhau kaise kahna ye mane na
ho gaya nain banvare, aa bhi ja mere sanvare
Janmon Ki Jwala
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Akashe-Jyotsna-Po
Video:
janmon ki jwala thi tan me
milne ki trishna thi mann me
tune kiya tan ko sheetal sheetal
ab na rahi man me koi halchal, oh
aa ha aa aa, aa ha aa aa, aa ha aa aa aa

kitna hai sukh bandhan me
preetam tere aalungan me
aagosh me aake maine jaana
praanon se nazdeek tujhko maana sathiya

sapnon ka har darpan toota
har mausam lagta hai jhoota
kitna gahan hai samay ka saaya
dil ke ujaale ko benur paya sathiya

janmon ki jwaala thi tan me
janmon ki jwaala thi tan me
milne ki trishna thi mann me
milne ki trishna thi mann me
tune kiya tan ko sheetal sheetal
tune kiya tan ko sheetal sheetal
ab na rahi mann me koi halchal
ab na rahi mann me koi halchal saathiya
Chahe Pandit Ho Chahe Qazi Ho
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Chahe-Pandit-Ho-C
Video:
chahe pandit ho chahe kazi
rah ek hai dwar ek hai sun jara
ya pujari ho ya namaji ho koi
bhi hai wo yar yar hai sun jara
kar na gustakhiya akal se kam le
lena hai agar tujhe allah ka nam le
bandh ke baho me tu yar ko tham
le dosti ke liye pyar ka jam le
sab kuch bhulke chal hum masti me jhume

wo diwana hai kisne jana hai
jurm to nahi pyar karta hai bawra
kya khrabi hai wo sharabi hai
bad pine ke sach to kahta hai bawra
jo gunehgar hai sabse darte hai wo
apne karmo ka fal roke bharte hai wo
jisme sachayi hai haske marte hai
wo atma jo kahe ham to karte hai wo
sab kuch bhul ke kal hum masti me jhume
ye dosti hai bandagi ispe fida ye zindagi
karti nahi beimaniya ye chahat ki kurbaniya

kya hai bhala kya hai bura ye hai yaha kisko pata
mandir me ga maszid me ga ishwar khuda koi bana
chahe pandit ho chahe kazi ho rah ek hai dwar ek hai
sun jara ya pujari ho ya namaji ho
koi bhi hai wo yar yar hai sun jara
kar na gustakhiya akal se kam le
lena hai agar tujhe allah ka nam le
badh ke baho me tu yar ko tham le dosti ke liye yar ka jam le
sab kuch bhulke chal hum masti me jhume
chahe pandit ho chahe kazi ho
rah ek hai dwar ek hai sun jara
ya pujari ho ya namaji ho koi bhi hai wo yar yar hai sun jara
kar na gustakhiya akal se kam le
lena hai agar tujhe allah ka nam le
badh ke baho me tu yar ko tham le dosti ke liye yar ka jam le
sab kuch bhulke chal hum masti me jhum le
Akashe Jyotsna
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Akashe-Jyotsna-Po
Video:
janmo ki jwala thi tan me
milne ki trishna thi man me
tune kiya tan ko sheetal sheetal
ab na rahi man me koi halchal

itna hai sukh bandhan me
preetam tere aalingan me
aagosh me aake maine jana
praano se najdik tujhko mana
sathiya

sapno ka har darpan tuta
har mausam lagta hai jhutha
itna gahan hai samay ka saya
dil ke ujaale ko benur paaya
sathiya

janmo ki jwala thi tan me
milne ki trishna thi man me
tune kiya tan ko sheetal sheetal
ab na rahi man me koi halchal
sathiya
Vaishnava Janato
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Vaishnav-Janato-H
Video:
vaishnaw jan to tene kahiye
jo peed parayi jane we
vaishnaw jan to tene kahiye
jo peed parayi jane we
par dukh upkar kare to re
ye man abhiman na aaye re
par dukh upkar kare to re
ye man abhiman na aaye re
vaishnaw jan to tene kahiye
jo peed parayi jane we

vaishnaw jan to tene kahiye
jo peed parayi jane we
gala kande todi na
Har Koi Samjhe Prem Ki Bhasha
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Har-Koyi-Samjhe-H
Video:
har koi samjhe ha prem ki bhasha
jhara jhara hai prem ka pyasa
prem mandir hai prem puja hai
nazare bole prem ishwar hai
ye sare bole ha
har koi samjhe ha prem ki bhasha
jhara jhara hai prem ka pyasa

sabke man me khile nayan me prem hai
bagban me dhara gagan me prem hai
prem ko tayag de bag kare
prem kisi ko amrit kisi ko zahar de
har koi samjhe ha prem ki bhasha
jhara jhara hai prem ka pyasa

ye jaha hai har nisha hai prem se
harsh bhi hai zindagi hai prem se
prem ko janam de
prem kisi ko chahat kisi ko virha de
har koi samjhe ha prem ki bhasha
jhara jhara hai prem ka pyasa
prem mandir hai prem puja hai
nazare bole prem ishwar hai
ye sare bole ha
har koi samjhe ha prem ki bhasha